करवा चौथ की कथा - 2
|
[English Version]
As per this story, Brahmin Shakprasthpur ved-dharma's married daughter
'Veervati' kept the fast of karva chauth. As per the rule, she had to take food
only after the moon rises, but she was unable to bear the hunger. her brothers faked
moor rise from behind a tree and make veervati have food.
Her husband got disappeared as soon as she had her food. Veervati had to kept fast
for 12 months, on the fourth day (as per indian calendar) of each month. She prayed
on the day of Karva Chauth which made her husband return.
|
|
[Hindi Version]
is katha ka saar yeh hai ki shakprasthpur ved-dharma brahman ki vivahita
putri veervali ne karva chauth ka vrat kiya tha. niyamanusaar use chandrodey ke
bad bhojan karna tha, parantu usse bhookh nahi sahi gayee aur vah vyakul ho uthi.
uske bhaiyon se apni behan ki vyakulta dekhi nahi gayee aur unhone peepal ki aad
mein aatishbaaji ka sundar prakash failakar chandrodey dikha diya aur veervrati
ko bhojan kara diya.
parinaam yeh hua ki uska pati tatkaal adrisyay ho gaya. adheer veervati ne barah
mahine tak pratyek chaturthi ko vrat rakha aur karva chauth ke din uski tapasya
se uska pati punah prapt ho gaya.
|
Read More
1. About Karva Chauth
2. Karva Chauth - Story 1
3. Karva Chauth - Story 2
4. Karva Chauth - Story 3
5. Story of Shri Vinayak Ji
Festivals of India
|
|
|
|
ये पृष्ट हिन्दी लिपिक की मदद से लिखा गया है।
|
|
वापिस हिन्दी लिपिक पर Back to Online Hindi
Editor |